Lyricist(s): Ek Din Bik Jayega Matee Ke Mol Lyrics from Dharam Karam Ek din bik jayega, matee ke mol Jag me reh jayenge pyare tere bol Duje ke hotho ko dekar apne git Koyee nishanee chhod, phir duniya se dol Ek din. Anhonee path me kante lakh bichaye Honee toh phir bhee bichhda yar milaye Yeh birha yeh duree, do pal kee majburee Phir koyee dilwala kahe ko ghabraye taram pam. Dhara jo behtee hai milke rehtee hai Behtee chara ban ja phir duniya se dol Ek din. Parde ke pichhe baithee sanval goree Tham ke tere mere man kee doree Yeh doree naa chhute, yeh bandhan naa tute Bhor hone walee hai abb raina hai thodee Taram pam. Sar ko jhukaye tu baitha kya hai yar Goree se naina jod phir duniya se dol Ek din. Other 'Dharam Karam' Songs: 1: 2: Get Weekly Movie Updates Want to suggest any changes to the lyrics of ' Tere Humsafar Git Hain Tere' from 'Dharam Karam'? Please do so in the comments section below.